Hum Tere Hogaye Lyrics – Altamash Faridi | New Hindi Song 2024
Hum Tere Hogaye Lyrics is the beautiful hindi song sung by Altamash Faridi presented by Zee Music Company Music label. The music for this captivating track Hum Tere Hogaye has been given by Nazakat Shujat, with heartfelt lyrics penned by Anjaan Sagri. The music video for Hum Tere Hogaye has been skillfully directed by Shashank Tyagi and song Hum Tere Hogaye Starring Zaan Khan, Riya Kapoor & Arman Khan.
Hum Tere Hogaye Song Details:
Song: Hum Tere Hogaye
Director: Shashank Tyagi
Singer: Altamash Faridi
Lyrics: Anjaan Sagri
Music: Nazakat Shujat
Starring: Zaan Khan, Riya Kapoor & Arman Khan
Label: Zee Music Company
Hum Tere Hogaye Lyrics
Ek Nazar Tujh Ko Dekhaa To Hum Kho Gaye
Khud Ki Nazaron Mein Hum Ajanabi Hogaye
Ek Nazar Tujh Ko Dekhaa To Hum Kho Gaye
Khud Ki Nazaron Mein Hum Ajanabi Hogaye
Tere Khwaabon Ki Hum Orh Kar Chadare
Tere Khwaabon Ki Hum Orh Kar Chadare
Hum Tere Ishq Ki Chaaho Mein So Gaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Bin Tere Mera Har Pal Thaa Bikhraa Huaa
Dard Hi Dard Thaa Mujh Mein Utraa Huaa
Bin Tere Mera Har Pal Thaa Bikhraa Huaa
Dard Hi Dard Thaa Mujh Mein Utraa Huaa
Tujh Se Mil Ky Mili Hai Mujhe Raahten
Kitani Barakat Numaa Hai Hai Tere Chaahaten
Tere Khwaabon Ki Hum Orh Kar Chadare
Tere Khwaabon Ki Hum Orh Kar Chadare
Hum Tere Ishq Ki Chaaho Mein So Gaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Hum Terey Ho Gaye
Tujh Ko Jeetaa Hoon Main Zindagi Ki Tarah
Mil Gayaa Tu Mujhe Har Khushi Ki Tarah
Tujh Ko Jeetaa Hoon Main Zindagi Ki Tarah
Mil Gayaa Tu Mujhe Har Khushi Ki Tarah
Dharkanon Ko Meri Tera Ehsaas Hai
Khushnaseebi Meri Tu Merey Paas Hai
Tere Khwaabon Ki Hum Orh Kar Chadare
Tere Khwaabon Ki Hum Orh Kar Chadare
Hum Tere Ishq Ki Chaaho Mein So Gaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Hum Terey Ho Gaye
Tere Khwaabon Ki Hum Orh Kar Chadare
Tere Khwaabon Ki Hum Orh Kar Chadare
Hum Tere Ishq Ki Chaaho Mein So Gaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Hum Tere Hogaye
Written by: Anjaan Sagri