Jeene Ki Tamanna Lyrics is a beautiful song sung by Danish Alfaaz ft. RCR and presented by Danish Alfaaz 2.0 Music label. The music for this captivating track Jeene Ki Tamanna has been given by Bigg Sandhu, with heartfelt lyrics penned by Danish Alfaaz. Akshay K Agarwal has skillfully directed the music video for Jeene Ki Tamanna.
Jeene Ki Tamanna Song Details:
Song: Jeene Ki Tamanna
Singer: Danish Alfaaz
Lyrics: Danish Alfaaz
Rapper & Rap Lyrics: RCR
Music: Bigg Sandhu
Directed by: Akshay K Agarwal
Music Label: Danish Alfaaz 2.0
Read More: Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Lyrics - RCR
Jeene Ki Tamanna Lyrics
Aaj Phir Jeene Ki Tamanna hai (Female)
(Male)
Aaj to marr jaayenge, Hayee Kuch Kar Jaayenge
Thodi si or pila do, aaj na ghar jaayenge,
Aaj to marr jaayenge, Hayee Kuch Kar Jaayenge
Thodi si or pila do, aaj na ghar jaayenge.
Teri hi aankhon ke, pyaalon se peena hai,
Jab saath tu na ho, wo bhi kya jeena hai
(Female)
Aaj phir jeene ki tamanna hai
Aaj phir marne ka iraada hai,
(Rap)
Chhedne waalon ki tujhe, Haddiyan tod di,
Tujhe dekha maa kasam daaru maine chhod di,
Dost meri delhi se aa rahi thi milne,
tere liye bich raaste se maine mod di.
Tujhe dekh mera dil maare cheekhey par,
nazron ne teri kabhi shor na kiya hai,
Ded saal se tere peechey pada hun,
Ded minute bhi tune gor na kiya hai, kyu!
Movie ki meri tujhe lead banana hai,
mummy ko tere haath ka khana khilana hai
dil ki zameen tere naam karni hai
Oyo pe nahi tujhe ghar pe le jaana hai.
(Male)
Maine to chaaha tha yun! Kasske tujhe mai pakad lun
Honthon ko tere choomun, raat bhar jhoomun jhoomun,
Maine to chaaha tha yun! Kasske tujhe mai pakad lun
Honthon ko tere choomun, raat bhar jhoomun jhoomun.
Sharmon haya ke sab, parde girane hain,
tere badan ke sitaare, saare churane hain.
(Female)
Aaj phir jeene ki tamanna hai, Aaj phir marrne ka iraada hai.
(Male)
Aaj phir jeene ki tamanna hai,
Raat bhar peene ka iraada hai,
Galti jo ho jaaye wo hone do, phir
Chhod na jaunga ye waada hai
Written by: Danish Alfaaz
Read More: Iski Bhen Ki Maje Maje Lyrics - Preet Sandhu | Haryanvi, Punjabi, Hindi Song 2024
No comments:
Post a Comment