Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Lyrics - RCR | New Hindi Song 2024

Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Lyrics is a beautiful Punjabi song sung by singer RCR and presented by the Saregama Music label. The music for this captivating track Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho has been given by Sarcastically Kumar, with heartfelt lyrics penned by RCR. Yung Deep Films has skillfully directed the music video for Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho.


Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Lyrics - RCR


Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Song Details: 

Song: Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho
Rap: RCR
Lyrics: RCR
Music: Sarcastically Kumar
Video By: Yung Deep Films

Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Lyrics 

Kisi ki muskurahaton pe ho nisaar
Kisi ka dard mil sake to le
Udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein
Pyaar jeena isi ka naam

Hai kashti mein paani hai aur door
Tak jaana hai peene ko dard
Hai aur khaane mein taana hai apna
Jo apna nahin apna begaana hai

Rootha hoon duniya se aur Khuda
Manaana hai chaar din ki chaandni
Kyunki chaand mein daag hai phool ke
Chakkar mein ujade tune baag

Hai katl kar kisi ka khushi
Se kaise kategi tera phook
Degi sab kuch jo karmo ki aag hai
Manzil hai aisi jin

Raahon ki koi sadak nahin
Khaali hai jebe to teri
Baaton ka tark nahin rona
Nahin rone se kamzor samjha

Jaayega tu aadmi hai toota to
Kisi ko koi farq nahin
Ho ni kisi ka dard mil sake to le gu
Kisi ke vaaste tere dil mein

Pyaar jeena isi ka naam hai
Ladki zaroori par sapne
Kachre mein pade hain woh
Kaise apne jo apne khilaaf

Khade hain haasil na kari yahaan
Maine koi degree padhi nahin
Kitaabein par insaan bohot
Pade hain dil toda roz

Ummeed kare khuda maaf neki teri
Chuhe jaisi ego hai ziraf kapde ke daag to
Mitaata hai ghis ghis ke daag kirdaar
Ke kaise karega saaf

Muskurahaton pe vo nishaan kisi ka dard
Mil sake to le guha kisi ke vaaste ho fere
Dil mein pyaar jeena isi tarah ae sab
Hai tamaasha yahan game ho rahi hai

Pata hota pehle to rooh dard
Naa sahti zyada
Pyaar dene waalon ki ek waqt ke baad phir
Zaroorat nahin rahti qatl kiya unhone

Maseeha jeene maana hai sach
Hai ye zindagi ka
Sochna mat kaana hai ye soch ke zindagi
Guzarne laga hoon khaali haath aaya

Tha aur upar kya hi lekar jaana hai
Pehle se jo toota hai use haath lagaoge
To chube hi choone se araam thoda aayega
Sabko sataaya tune banke shaitan
Phir aakhir mein bachaane

Written by: RCR


Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Music Video

Powered by Blogger.
–>