Marte Marte Lyrics is a beautiful song sung by Ankit Gautam and presented by Kc Music label. The music for this captivating track Marte Marte has been given by Nehal Sharma, with heartfelt lyrics penned by Ankur Adharana. The music video for Marte Marte has been skillfully directed by Jitendra Singh Gill.
Marte Marte Song Details:
Song: Marte Marte
Singer: Ankit Gautam
Lyrics: Ankur Adharana
Music: Nehal Sharma
Director: Jitendra Singh Gill
Music Label: Kc Music
Marte Marte Lyrics
Are Wo Hi Dhokhebaaz The
Main Aaj Bhi Saccha Hoon
Main Kaise Jee Raha Hoon
Ye Main Hi Janta Hoon
Are Wo Hi Dhokhebaaz The
Main Aaj Bhi Saccha Hoon
Main Kaise Jee Raha Hoon
Ye Main Hi Janta Hoon
Tere Jane Ke Baad
Tujhe Bhulne Ki Koshish Mein
Main Marte
Main Marte
Main Marte Marte Bacha Hoon
Main Marte
Main Marte
Main Marte Marte Bacha Hoon
Main Marte
Main Marte
Main Marte Marte Bacha Hoon
Tumhe Jabse Dekha Hai
Maine Ghairon Ki Bahon Mein
Uss Din Se Gir Gaye Ho
Tum Meri Nigahon Mein
Tumhe Jabse Dekha Hai
Maine Ghairon Ki Bahon Mein
Uss Din Se Gir Gaye Ho
Tum Meri Nigahon Mein
Jo Thi Tasveerein Ghar Mein
Har Manzar Har Wo Lamhein
Unhe Kab Ka Main Jala Kar Rakh kar Chuka Hoon
Tere Jane Ke Baad
Tujhe Bhulne Ki Koshish Mein
Main Marte
Main Marte
Main Marte Marte Bacha Hoon
Main Marte
Main Marte
Main Marte Marte Bacha Hoon
Are Tuta Ho Dil Jiska
Hum Wo Hain Deewane
Are Tute Dil Ka Dard
Bewafa Tu Kya Jane
Are Tuta Ho Dil Jiska
Hum Wo Hain Deewane
Are Tute Dil Ka Dard
Bewafa Tu Kya Jane
Tum Rehte Ho Mehlon
Saj Dhaj Ke Gehnon Mein
Jo Tha Mera Tujhpe Barbaad Kar Chuka Hoon
Tere Jane Ke Baad
Tujhe Bhulne Ki Koshish Mein
Main Marte
Main Marte
Main Marte Marte Bacha Hoon
Main Marte
Main Marte
Main Marte Marte Bacha Hoon
Main Marte
Main Marte
Main Marte Marte Bacha Hoon
Marte Marte Bacha Hoon Mein
Marte Marte Bacha Hoon
Marte Marte Bacha Hoon Mein
Marte Marte Bacha Hoon
Marte Marte Bacha Hoon
Wo Jab - Jab Ghar Se Nikalti Hogi
Dheere Dheere Chalti Hogi
Kaun Karega Picha Uska
Kisse Phir Ye Ghalti Hogi
Girgeet Usse Sharmatein Honge
Wo Jab - Jab Rang Badalti Hogi.
Written by: Ankur Adharana
No comments:
Post a Comment