Woh Mera Tha Hi Nahi Lyrics - RCR | New Hindi Song 2024

Woh Mera Tha Hi Nahi Lyrics is a beautiful song sung by RCR and presented by RCR Music label. The music for this captivating track Woh Mera Tha Hi Nahi has been given by SAGGI NEXUS, with heartfelt lyrics penned by RCR.


Woh Mera Tha Hi Nahi Lyrics - RCR


Woh Mera Tha Hi Nahi Song Details: 

Song:  Woh Mera Tha Hi Nahi
Singer: RCR
Lyrics: RCR
Music: SAGGI NEXUS
Music Label: RCR



Woh Mera Tha Hi Nahi Lyrics 

Woh mera tha hi nahi
Saath raha hi nahi
Aankhon se barishein
Hoti rahi

Maine saha jo jo
Usne saha hi nahi
Raaton ko jaga mai
Woh soti rahi

Tuhi mera mera
Tujhse gila kya
Mere baad koi tujhse mila kya
Lakhon diye tune ghao is dil ko
Bol phir tune ek bhi sila kya

Badh gayi dooriyan badane se
Mani nahi mere tu manane se
Tod diya mujhe mere shaqs ne
Kya hi ladu ab jaake zamane se

Woh mera tha hi nahi
Saath raha hi nahi
Aankhon se barishein
Hoti rahi

Maine saha jo jo
Usne saha hi nahi
Raaton ko jaga mai
Woh soti rahi

Maine maa ko bataya tha ki
Tu hi meri wife hai
Khuda family fir tu meri life hai
Mujhe neecha dikha ke jane wali ab
Mila tujhe zindagi mein khush hai na

Mere sath toh tera jana dum ghut ta tha
Ab naye wale ke sath tu khush hai na
Teri dost ne bataya naye wala hai ameer
Uske kai hain afair kuch share nahi karta

Meri tarah rokta tokta nahi tujhe diya
Asho aram par teri care nahi karta
Suna yaad karti hai past me jaake
Sab kardu theek yeh fariyad karti hai
Teri galtiyon ka tujhe mila hai sila
Tu zimmedar hai yeh hera ab tera na hua hai
Koi gila shikwa nahi tujhse
Tu jahan rahe khush rahe bas yeh dua hai

Woh mera tha hi nahi
Saath raha hi nahi
Aankhon se barishein
Hoti rahi

Maine saha jo jo
Usne saha hi nahi
Raaton ko jaga mai
Woh soti rahi

Written by: RCR


Read More: Kisi Ki Muskurahaton Pe Ho Lyrics - RCR


Woh Mera Tha Hi Nahi Music Video

Powered by Blogger.
–>