Badastoor Lyrics is a beautiful song sung by Abhijay Sharma, presented by Abhijay Sharma Music label. The music for this captivating track Badastoor has been given by Abhijay Sharma, with heartfelt lyrics penned by Abhijay Sharma. The music video for Badastoor has been skillfully directed by WaddupJTN (Jatin Prabhakar).
Badastoor Song Details:
Song: Badastoor
Singer: Abhijay Sharma
Music: Abhijay Sharma
Lyrics: Abhijay Sharma
Director: WaddupJTN (Jatin Prabhakar)
Music Label: Abhijay Sharma Music
Badastoor Lyrics
Tere noor pey hi meri jaan mitay
Teri khamiyan na likhu
Milta nahi mujhe rab se jo
Kurbat mein teri sukoon
Yeh fitoor, Teri aankhon mein dikhe
Badastoor, Mera ishq tere liye
Yeh fitoor, Teri aankhon mein dikhe
Badastoor, Mere labz tere liye
Dilkashi si ab chayi hai
Aur kam huey hai faasle
Jo thay tere mere darmiyaan
Kyu itna na tu jaane
Teri baahon mein samayein meri
Dhadkane yeh saari maahiyan
Tere noor pey hee meri jaan mitay
Teri khamiyan na likhu
Milta nahi mujhe rab se jo
Kurbat mein teri sukoon
Yeh fitoor, Teri aankhon mein dikhe
Badastoor, Mera ishq tere liye
Yeh fitoor, Teri aankhon mein dikhe
Badastoor, Mere labz tere liye
Yeh fitoor, Aankhon mein dikhe
Badastoor, Mera ishq tere liye
Yeh fitoor, Teri baaton mein dikhe
Badastoor, Mere labz tere liye
Written by: Abhijay Sharma
No comments:
Post a Comment