Bain ul Haramain Lyrics - Farhan Ali Waris | New Noha 2024

Bain ul Haramain Lyrics is a beautiful Noha Recite by Farhan Ali Waris presented by the Farhan Ali Waris Records label. This creative noha is composed by Qurban Jaffri, and the lyrics are beautifully penned by Mazhar Abidi. Safdar Kaleem has skillfully directed the noha video for Bain ul Haramain.


Bain ul Haramain Lyrics - Farhan Ali Waris


Bain ul Haramain Noha Details: 

Noha: Bain ul Haramain
Poetry: Mazhar Abidi
Composed by: Qurban Jaffri
Director: Safdar Kaleem

Bain ul Haramain Lyrics 

Ehsas Rulata Hai
Dil Bibi Se Kehta Hai
Ay Bint E Ali (a.s)
Ay Khawahar e Hasnain (a.s)
Ek Simt Harram Hai Ghazi (a.s) Ka
Ek Simt Hai Haram e Hussain (a.s)
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Ek Simt Harram Hai Ghazi (a.s) Ka
Ek Simt Hai Haram e Hussain (a.s)
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Ek Simt Harram Hai Ghazi (a.s) Ka
Ek Simt Hai Haram e Hussain (a.s)
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain
Ay Bint e Ali (a.s)
Ay Khawahar e Hasnain (a.s)

Tu Sharm o Haya ki Malka Hai
Phiwaya Tujhy Un Galliyu Main
Tu Sharm o Haya ki Malka Hai
Phiwaya Tujhy Un Galliyu Main
Jis Jagah Naa Kabhi Jati Teri
Izzat Wali Nalain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Wo Jis Ke Liye Tu Shaam Gai
Gar Uski Qabar Yahi Hoti
Tujh Ko Bhi Karrar Ajata Aur
Bhai Ko Bhi Milta Chain
Asghar Ko Sath Sula Leti
Ajata Dil Ko Chain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain
Ay Bint E Ali (a.s)
Ay Khawahar e Hasnain (a.s)

Wo Betay Jinahin Tu Ro Naa Saki
Shabbir (a.s) Ka Matam Karti Rahi
Karbal Main Sath Tery Hoty
Wo Tere Noor e Ain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Ashoor Aur Chehlum Karne Ko
Milon Ki Musafat Teh Kar Ke
Ashoor Aur Chehlum Karne Ko
Milon Ki Musafat Teh Kar Ke
Tu Shaam Se Naa Ati Bibi
Karne Ko Yahan Par Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain
Ay Bint E Ali (a.s)
Ay Khawahar e Hasnain (a.s)

Qurbani Teri Mazloomi Par
Farhan Bhi Hai Aur Mazhar Bhi
Ek Hum Hi Nahi Kehtay Bibi
Kehtay Hain Yahi Hasnain (a.s)

Ek Jagah Par Bhai Behn Rehte
Karte Naa Bichar Ke Bain
Ay Bibi Kash Ter Roza
Hota Bain ul Haramain

Written by: Mazhar Abidi


Bain ul Haramain Noha Video

Powered by Blogger.
–>