Hume nahi pata kya Lyrics is a beautiful song sung by MC Insane presented by MC Insane Music label. The music for this captivating track Hume nahi pata kya has been given by Ace Assam, with heartfelt lyrics penned by MC Insane.
Hume nahi pata kya Song Details:
Song: Hume nahi pata kya
Singer: MC Insane
Music: Ace Assam
Lyrics: MC Insane
Music Label: MC Insane Music
Hume nahi pata kya Lyrics
Yeh desh aazad hai lekin aazad nahi dharm
Ko leke tu desh ko baat nahi sabhi log jaante
Andar ki baat bhai ekta kaise jab le aate jaat
Bhai independence mere dil mein hai bright
Par faltu ka bolo mat future hai bright jhol
Karne wale aaj ho jana side kya desh ka
Haalat nahi deta dikhai aaj ye sawaal utha raha
Main bhai ye mehange shabd aur mehengi likhai
Racism khoon mein tere mere nazar mein ye saare
Lutere ye saare behre ye desh aazad to ladki
Kyon darti gareeb ko dekh ke tang kare wardi
Oonch aur neech mein karte ye fark talent ko
Karte nahi kabhi ye bharti ghar mein nahi khushi
Aur kharcha deewaron par hota insaaf to na
Hota koi aandolan middle class ka ye bigaad
Ke santulan chalte amiron ke saath ye one two one
Humein nahi pata kya humein nahi pata kya
Kitno ko lootaa aur kitno ko sadak pe chhod
Diya marne ko humein nahi pata kya humein
Nahi pata humein nahi pata kya kya chal raha
Desh mein insaan ke bhesh mein sarkari rakshas
Ghoom rahe humein nahi pata kya hoya humein nahi
Sabse bada pradushan hai inki soch aur hum ab
Tak jee rahe inke gulami mein bole ye dalit
Aur samajhte bojh ye chahte ki janata bas inko
Salaami de kyon karte jaat paat aur oonch neech aur
Ameer gareeb ye ladka ladki ye tera ye mera
Waghera waghera se ho jayenge mukt to honge
Azaad maano to equal hai har ek insaan aur
Insaniyat dharm hai sabse bada bhool gaye itihaas
Kuch log yaad nahi inko ki kaun inke liye
Lada northeast mein janma main non-tribal
Ladka aur north east ke liye main hamesha
Ladta hoon main Bihari aur rehta Arunachal
North mere saath mein na kisi se darta check
Kar reality bahara fashion ke duniya se deta
Main clarity ek taraf rape aur ek taraf murder
Aur is taraf kanoon nahi deta koi saza koi
Kuchal ke jaata kisi ko koi maare kisi ko to
Media mein ban jaati hawa goondagardi mein
Kyon aa gaye sab aur sachai ke liye kyon
Hote nahi jama kar dete aise gwaar ko famous
Youth ko na chhodo tum inke bharose ye tenge
Baatenge inke hi logon mein ho jaate unke
Jo paisa bharose karte ye discriminate
Logon mein abhi bhi bhedbhaav desh ke logon ko
Kha chuke tum ab baaki hai kuch to desh ko bhi
Bech khao time jo aaya election kai maan ko
Bech do paison ke liye izzat nahi mera tum
Jaisoon ke liye haram ke paison pe kaise ke
Jiye abey tumne nahi dekha hai Manipur tum aaye
Hi nahi Arunachal mazaak banate ho north east
Ke logon ka choodi pehna do main laga ke
Kajal kist union tum kis baat ke leader
Janata ko cheat karte ye aise cheater private
Job ko samajhte kuch bhi nahi bechare rah jaate
Khoon apna peeker kya tera social welfare sab
Inka dhanda hai black ko white mein karne ka
Sawal hai kuch bhi to uth ke tum poochho unity
Lao inko side mein karne ka inhein kyon
Lagta ki humein kuch pata nahi inhein bata do
Ki humse ko chhupa nahi partition hua par
Kitno ne kho diya ghar parivaar rehne ko diya
Tha jagah nahi sach to yehi gareeb ko karenge aur
Gareeb ameer ko karenge aur ameer reh gaya naam
Ka social justice bechare se chhin li unka naseeb
India mein western ka culture kyon
India mein India ka culture ka future ko
Bhatka re India ke culture se kuch log ye
Baat ab humein nahi pata kya humein nahi pata
Kya humein nahi pata kya kitno ko lootaa
Aur kitno ko sadak pe chhod diya marne ko
Humein nahi pata kya humein nahi humein nahi
Pata kya kya chal raha desh mein insaan ke bhe
Mein sarkari rakshas ghoom rahe humein nahi pata
Kya o humein nahi pata kya
Written by: MC Insane
No comments:
Post a Comment