Questions Lyrics is a beautiful song from the new album Dreams & Deeds 2024 sung by Bassick and presented by MixSingh Music label. The music for this captivating track Questions has been given by Bassick, with heartfelt lyrics penned by Bassick. The music video for Questions has been skillfully directed by Manil Kandwal.
Questions Song Details:
Song: Questions
Album: Dreams & Deeds 2024
Singers: Bassick
Lyrics: Bassick
Music: Bassick
Director: Manil Kandwal
Music Label: T-Series
Questions Lyrics
Kuch Poochhne Sawaal Tujhse Jind Jaaniye
Tera Bhi Wahi Jo Mera Haal Jaaniye
Kya Hai Tujhe Bhi Malaal Koi Keh To Daaliye
Kyu Na Jaaun Main To Kya Ye Aaj Kaafi Hai
Mere Haathon Ko Tu Thaame Rakhna
Dil Ki Doriyon Ko Baandhe Rakhna
Toote Na Sapna Kandhe Pe Sula Ke Rakhna
Kya Tumhe Bhi Mehsoos Hoti Meri Saanse
Jab Haath Mere Likhe Tere Baare Mein Yu Baatein Kuch
Ya To Main Yun Keh Dukh Narm Se Dhage Tere
Mere Darmiya Jo Baandhe Ruh
Jo Main Kabhi Khaamoshi Mein Bethun Ga Kinare
Kya Tum Bagal Mein Mere Bhi Aa Ke Jaanoge Wajah Thi Kya
Aur Kabhi Jo Akela Paake Khud Ko Hi Main Kosu To
Accha Hi Aage Na Doge Kya Tum
Yun Hi Bethta Hoon Leke Main Ye Khwaab Jaaniye
Khwaab Na Sahi To Fir Sawaal Maaniye
Kabhi Bano Meri Rahbar To Fir Baat Kya Hi Hai
Raah Jo Mili To Ek Hi Aas Baaki Hai
Ki Mere Haathon Ko Tu Thaame Rakhna
Dil Ki Doriyon Ko Baandhe Rakhna
Toote Na Sapna Kandhe Pe Sula Ke Rakhna
Kya Jab Zindagi Se Haaru Ga Tou Jeet Ban Ke Lauto Ga Tu
Jab Main Kabhi Ro Doon Aansoo Pochhne Bhi Pahunchoge Kya
Kabhi Jo Gire Ba Mera Sunna Sa Lage To Kya
Taabeed Bhi Peron Doge Haan Tum
Kisi Shaam Mein Jaan E Jaa
Ye Sawaal Bhi Rahe Ya Na
Meri Saanse Bhi Chale Aana
Kya Us Shaam Bhi Rahoge Yahan Tum
Kya Galat Kya Sahi Hai Abhi Tak Jaanu Na
Kashtiyon Mein Baitha Bas Kinare Dhoondhta
Gehre Samandar Mein Lehraye Ban Ke Lene Aao Na
Yun Hi Har Sawere Har Shaam Gaaun Ga
Saanse Meri Thaam Lo Jaan E Jaa
Milunga Wahan Tum Jahan
Ki Mere Haathon Ko Tu Thaame Rakhna
Dil Ki Doriyon Ko Baandhe Rakhna
Toote Na Sapna Kandhe Pe Sula Ke Rakhna
Written by: Bassick
No comments:
Post a Comment