Shuru Se Shuru Lyrics is a beautiful song from the new album I Am Home 2024 sung by Hommie Dilliwala, presented by Hommie Dilliwala Music label. The music for this captivating track Shuru Se Shuru has been given by Hommie Dilliwala, with heartfelt lyrics penned by Hommie Dilliwala. The music video for Shuru Se Shuru has been skillfully directed by Mayank & Mukul.
Shuru Se Shuru Song Details:
Song: Shuru Se Shuru
Album: I Am Home 2024
Singers: Hommie Dilliwala
Lyrics: Hommie Dilliwala
Music: Hommie Dilliwala
Directors: Mayank & Mukul
Label: Hommie Dilliwala Music
Shuru Se Shuru Lyrics
Jo Milna Hota Hai Zindagi Mein,
Wo Mil Ke Hi Rehta Hai
Tu Kisi Cheez Di Tension Nahi Leni,
Aaj Terko Lag Raha Hai
Kuch Accha Nahi Chal Raha,
Lekin Kal Sab Theek Hojana Hai,
Chinta Na Kar
Parso Tune Aa Ke Bolna Hai, Naani
Shuru Se Kiya Tha Shuru,
Aaj Dekho Hum Kahan Aagaye,
Jahan Tak Ka Socha Tha
Usse Bhi Aage
Kitni Raatein Jaage,
Khud Ki Kitni Khushiyan Kha Ge
Kheench Hee Li Na Success
Mehnaton Ke Baand Dhaage
Wakt Khud Jhuka Dekh Ke Mera Sabar,
Rakhlo Nahi Chahiye Mujhe Forbes Ka Cover,
Ek Khwahish Hai Magar Ki Kabar Pe
Meri Likhna
Ye Toh Tha Amar Hai Amar
Iss Saal Maine Khud Ki Nazron Me
Izzat Kamayi
Kaafiyon Ne Meri Nazron Mein Izzat Gawayi
Duniya Kehti Peet Peeche,
Mujhko Deta Ma Sunayi
Mujhe Pata Mai Sahi Hu,
Mere Liye Dega Rab Gawahi
Waise Mera Koyi Hater Nahi,
Bus Internet Pe Chaar Paanch Bachche Yehi
Internet Pe Likhte Jo Bhi Lagta Sahi
Par Hai Pata
Kuch Bhi Nahi
Unko Deta Mai Dua Hu Khulke
Paise Ye Kamaaye Khud Se
Khaaye Teen Time Ke Phulke,
Kuch Log The Jo Kehte The,
I'll Always Be There For You,
Aaj Dikhte Nahi Hai Kahi Pe Kyu,
Laalach Mein Bech Di Na Tumne Bhi Toh Apni Rooh,
Kyun, Kyun Haan...
Kareebi Log Ko Khone Ki Aadat Pad Gayi Hai
Har Kaam Khud Karne Ki Aadat Pad Gayi Hai,
Khud Ke Dum Pe Jeeney Ki Garaari Add Gayi Hai,
Garage Me Bhi Ek Daed Gaadi Bad Gayi Hai,
Rehta Main Hawa Mein Jaise Bnb,
Kabhi Karta Rap, Kabhi Rnb,
Meri Kala Jode Rab Se,
Jaise Aarti Varanasi,
Lekin Sab Theek Ho, Chinta Na Kar Parso
Ne Aake Bolna Hai, Naani
Written by: Hommie Dilliwala
No comments:
Post a Comment