DuniyaPur OST Lyrics - Sar Phiray Banday is a beautiful song from DuniyaPur Pakistani drama 2024 sung by Shuja Haider, Asrar & Rapthor and presented by Green TV Entertainment label. The music for this captivating track DuniyaPur OST has been given by Shuja Haider, with heartfelt lyrics penned by Shuja Haider. The music video for DuniyaPur OST has been skillfully directed by Shahid Shaffat and the song DuniyaPur OST stars Khushhal Khan, Ramsha Khan, Naumaan Ijaz, Sami Khan, Ali Raza, Manzar Sehbai, and more.
DuniyaPur OST Details:
Song: Sar Phiray Banday
Drama: DuniyaPur 2024
Singers: Shuja Haider, Asrar & Rapthor
Lyrics: Shuja Haider
Music: Shuja Haider
Directed by: Shahid Shaffat
Music Label: Green TV Entertainment
DuniyaPur OST Lyrics
Qadam Qadam Pe Aag Hai
Adam Nahe Angaar Hai
Chingariyon Ke Aab-O-Taab Hai
Lapata Sharafat,
Zaalim Ka Yahan Raaj Hai
Zulam Charsu Fasad Hai
Ishq Bhi
Josh Me
Kho Raha
Hosh Hai
Gard Me
Gumshuda
Hain Sabhi
Rapthor...
Yahan Khoon Ke Behti Hain Nadiyan
Yahan Ghatta Chalati Hain Bandiyan
Insaan Ke Jaan Ke Qeemat-E-Khaar
Surma Ho Jati Hain Milton Me Hadiyan
Hafa Na Adam Na, Adam Khor
Medan E Jang, Roni Dor
Reham Na Aa Zara, Zindagi Hadsa
Adam Ko Kha Jati, Bara Bor
Hain Sar Phire Ye Banday
Aakhein To Hain Par Andhe
Doray Ragon Me Intishar Hai
Haveliyan Hain Ounchi
Sariye K Bane Kandhe
Khoti Aana K Taab-E-Daar Hain
Khuwaheshein Is Jaga
Tor Deti Hain Dam
Kitne Be Dard Hoye
Ye Zakham
Kya Maar Dhaar
Insaan Ko Charhi
Insaan Se Khaar
Lehja Mulai Za
Chaku Ke Dhaar
Jo Zindagi Jee Gaya
Usi Ke Jeet
Jo Maut K Sath Hai
Usi Ke Haar
Ye Haar Na Mante
Par Banda Marte
Ye Baat Na Karte
Par Mun Pe Dharte
Ye Khoon K Badle
Karte Chaar Khoon
Q Baat Baat Pe
Zinda Garte
Hain Sar Phire Ye Banday
Aakhein To Hain Par Andhe
Doray Ragon Me Intishar Hai
Haveliyan Hain Ounchi
Sariye K Bane Kandhe
Khoti Aana K Taab-E-Daar Hain
Kasie Nibhaiyein Mohabbat
K Majboriyan Be Panah Hain
Jahan Aashiqon Ko Hai Mujrim Banya
Wahein Ishq Hota Fana Hai
K Rahein Judaa Agar Hogayein
Na Samajhna Hamein Bewafaa
Ye Dard Jab Uthti Hai To
Banjawe Toofani
Angaar Ke Lalkaar Hai
Ye Bhipri Jawaani
Sar Jhuk Gaya To Kya Bhala
Ham Mun Dikhain Ge
Dastoor Ye Duniya K Hain
Barson Ke Ye Kahani
Hain Sar Phire Ye Banday
Aakhein To Hain Par Andhe
Doray Ragon Me Intishar Hai
Haveliyan Hain Ounchi
Sariye K Bane Kandhe
Khoti Aana K Taab-E-Daar Hain
Khuwaheshein Is Jaga
Tor Deti Hain Dam
Kitne Be Dard Hoye
Ye Zakham
Written by: Shuja Haider
No comments:
Post a Comment