Yaarana Lyrics is a beautiful song sung by Nazz presented by Nazz Music label. The music for this captivating track Yaarana has been given by K28, with heartfelt lyrics penned by Nazz.
Yaarana Song Details:
Song: Yaarana
Singer: Nazz
Lyrics: Nazz
Music: K28
Label: Nazz Music
Yaarana Lyrics
Duniya Se Rakha Hu Mein Durr Rishtedaari
Par Dekhega Jamana Mera Yaarana
Tere Jaise Dushman Fielding Lagate
Par Catch Meri Pakad Koyi Pata Naa
Kaali Meri Gaadi Kali Kali Yeh Shehar
Khali Goliyo Ki Aawaz Chale Dha Dha Dha
Mere Jaise Nakhre Yaha Karta Na Koyi
Mujhe Chahiye Poora Shehar Koyi Ilaaka Naa
Duniya Se Rakha Hu Mein Durr Rishtedaari
Par Dekhega Jamana Mera Yaarana
Tere Jaise Dushman Fielding Lagate
Par Catch Meri Pakad Koyi Pata Naa
Ladke Sabb Jidhar Bhi Jaate Tabahi Kare
Tey Don’t F’ck With The Police Saare Rider Hain
Poore Shehar Mein Saji Aaj Mehfile Humari
Har Naake Pe Bas Apna Hi Sikka Chale
Inki Aankhon Mein Me Chubta Hu Kya Hi Karu
Industry Mein Naa Me Kisika Bhi Bhaii Banu
Mujhe Padh Ni Sakte Waise Bhi Ye Duffers Toh
Inke Good Books Mein Aake Bhi Me Kya Hi Karu
Yeah Yeah Yeah Mein Kato Se Kya Hi Daru
Inse Dushmani Karke Bhi Kya Hi Ladu
Meri Bandooke Beshak Hain Khali Par Unme
Goliyo Ke Lohe Se Mein Kaatil Siyahi Bharu
Kaali Meri Gaadi Kali Kali Yeh Shehar
Khali Goliyo Ki Aawaz Chale Dha Dha Dha
Mere Jaise Nakhre Yaha Karta Na Koyi
Mujhe Chahiye Poora Shehar Koyi Ilaaka Naa
Duniya Se Rakha Hu Mein Durr Rishtedaari
Par Dekhega Jamana Mera Yaarana
Tere Jaise Dushman Fielding Lagate
Par Catch Meri Pakad Koyi Pata Naa
Kaali Meri Gaadi Kali Kali Yeh Shehar
Khali Goliyo Ki Aawaz Chale Dha Dha Dha
Mere Jaise Nakhre Yaha Karta Na Koyi
Mujhe Chahiye Poora Shehar Koyi Ilaaka Naa
Meri Jaan Mujhe Jaanti Hain Tu
Yaar Dost Se Chaal Koyi Chale Naa
Yaaro Ki Harr Jeet Mein Hum Hote Saare Khush
Humme Siwaye Sigar Ke Koyi Jalta Hi Naa
Gunehgaar Saare Yaar Mere Saath Chalte
Dekh Tere Yaar Kisse Darte Naa
Pange Mere Saath To Firr Garrpe Tere Paanch
Ladke Pohche Woh Bhi Maatr Ekk Ghante Baad
Mujhe Poochti Woh Iss Shehar Pe Yu Marte Ho Kyu
Kabhi Bhi Tum Yaad Mujhe Karte Naa
Woh Kehti Laaparwaah Hain Tu Poore Shehar Ko Sambhale
Par Tujhe Meri Koyi Fikar Hain Naa
Kudiyo Se Mein Rehta Hu Door Iss Tarah
Mujhe Yaar Dost Se Jyada Koyi Pyaara Naa
Apne Se Beef Tujhe Pachega Hi Nhi
Shane Gar Pe Tu Jaake Tere Daal Baat Khaa
Duniya Se Rakha Hu Mein Durr Rishtedaari
Par Dekhega Jamana Mera Yaarana
Tere Jaise Dushman Fielding Lagate
Par Catch Meri Pakad Koyi Pata Naa
Kaali Meri Gaadi Kali Kali Yeh Shehar
Khali Goliyo Ki Aawaz Chale Dha Dha Dha
Mere Jaise Nakhre Yaha Karta Na Koyi
Mujhe Chahiye Poora Shehar Koyi Ilaaka Naa
Duniya Se Rakha Hu Mein Durr Rishtedaari
Par Dekhega Jamana Mera Yaarana !!
Written by: Nazz
No comments:
Post a Comment