Shehzadi Lyrics - Sahil Badal & Badshah | Not Your Type 2024
Shehzadi Lyrics is a beautiful song from the new album Not Your Type 2024 sung by Sahil Badal, Badshah and presented by Badal Music label. The music for this captivating track Shehzadi has been given by Hiten and beautiful lyrics penned by Sahil Badal, Badshah.
Shehzadi Song Details:
Song: Shehzadi
Singer: Sahil Badal, Badshah
Lyrics: Sahil Badal, Badshah
Music: Hiten
Label: Badal Music
Shehzadi Lyrics
Ek Baat Kahun Tumse
Jo Zehan Mai Aayi Hai
Ek Baat Kahun Tumse
Jo Zehan Mai Aayi Hai
Sukoon Hai Baaton Mai
Or Husan Tabahi Hai
Chori Chori Haa Tum
Bhi Takte Ho
Nazar Tikaye Haan
Hum Bhi Baithe Hai
Oo Shehzadi Tu Bilkul
Waisi Hai
Jaisa Tumhare Deewane
Kehte Hai
Pata Hai Sabko
Pahuch Se Door Ho Tum
Fir Bhi Tumhare
Pyaar Mai Baithe Hai
Hath Lagane Se
Maile Naa Ho Jaao Kahin
Hath Lagane Se
Maili Naa Ho Jaao Kahin
Likhi Hai Kitabo Mai
Vaisi Tum Hoor Pari
Kasam Se Kitne
Hai Kismat Wale Wo
Log Jo Teri Gali Main
Rehte Hai
Oo Shehzadi Tu Bilkul
Waisi Hai
Jaisa Tumhare Deewane
Kehte Hai
Pata Hai Sabko
Pahuch Se Door Ho Tum
Fir Bhi Tumhare
Pyaar Mai Baithe Hai
Aankhe Meri Padh
Paaogi To Padh Lo
Iss Muh Se Kabhi Hogi
Humse Baat Nhi
Gante Pe Rakhi Duniya
Magar Tere Aage Lage
Mujhe Meri Koi Bhi
Aukat Nhi
Kabhi Bhi Nahi
Pariyo Si Tu
Sargo Sawar Dariyon
Si Tu
Kitni Alag
Main Zameen Tu Falak
Ikk Pal Ka Main
Sadiyon Si Tu
Jo Mujhe Chahiye
Hai Sampoorn
5 Foot 7 Inch
Gaalon Pe Dimple
Loyal Rahegi Tu
Loyal Rahegi
Sath De Jab Tak
Gaalon Pe Wrinkle
Guroor Zara Na Kario
Mazboor Zara Na Kario
Haye Paas Tu Rakhiyo Apne
Door Zara Na Kario
Sach Main Batau
Tu Jo Bhi Sitam Kare
Yaar Tumhare
Wo Haske Sehte Hai
Oo Shehzadi Tu Bilkul
Waisi Hai
Jaisa Tumhare Deewane
Kehte Hai
Pata Hai Sabko
Pahuch Se Door Ho Tum
Fir Bhi Tumhare
Pyaar Mai…
It’s Boy Badshah!!
Kabhi Bhi Nahi
Pariyo Si Tu
Sargo Sawar Dariyon
Si Tu
Kitni Alag
Main Zameen Tu Falak
Ikk Pal Ka Main
Sadiyon Si Tu
Kabhi Bhi Nahi
Pariyo Si Tu
Sargo Sawar Dariyon
Si Tu
Kitni Alag
Main Zameen Hu Tu Falak
Ikk Pal Ka Main
Sadiyon Si Tu
Oo Shehzadi…
Written by: Sahil Badal, Badshah
No comments: