Faraar OST Lyrics - Asim Azhar & Ashir | Zinda Hoon - Green TV Drama 2024
Faraar OST Lyrics is a beautiful song from the new drama Faraar 2024 sung by Asim Azhar & Ashir and presented by Green TV Music label. The music for this captivating track Faraar OST has been given by Qasim Azhar & Kumail Abbas, with heartfelt lyrics penned by Asim Azhar, ASHIR, Hassan Ali, Raamis Ali. The music video for Faraar OST has been skillfully directed by Syed Wajahat Hussain & Musaddiq Malek.
Faraar OST Details:
Song: Faraar OST
Drama: Faraar 2024
Singers: Asim Azhar & Ashir
Music: Qasim Azhar & Kumail Abbas
Lyrics: Asim Azhar, ASHIR, Hassan Ali, Raamis Ali
Director: Syed Wajahat Hussain & Musaddiq Malek
Music Label: Green TV
Faraar OST Lyrics
Zinda Hun Main Abhi Thori Jaan Bachi Hai
Jaye Gi Kahan Ye Na Pata
Thora Waqt Mujhe Thori Si Ijazat
Dedy Tu Jo Ab Zara
Keh Karu Main Mukammal Rasmein Adhuri
Aur Chalu Main Musalsal Manzil Zruri
Oo Mere Sabr Ka Sila De Mujhe
Khoya Lota De Mujhe
Koi Wajah De Mujhe
Jee Ke Bhi Karu Main Kya
Zinda Ho Main Abhi Thori Jaan Bachi Hai
Jaye Gi Kahan Ye Na Pata
Layi Zindgi Kis Mor Pe
Phr Se Mera Dil Torne
Khamoshiyun Main Shor Hai
Har Sans Jese Meri Akhari
Main Kyon Saton Zor Se
Is Aayine Main Koi Or Hai
Main To Nahi
Kesa Dagh Chorta Hai
Pyar Ka Rang Niklta Nahi
Main Mot Se Darta Nahi
Main Sarken Nap Nap Ke Thak Gya
Kyon Ghar Milta Nahi
Main Kab Se Bikhra Hun Andherun Main
In Gheron Main Diwar Main Awaz Do Phir Se
Pakaro Le Kar Chlo Mujhe Sitaron Main
Dil Ki Baatein Trah Trah Ki
Yaadein Teri Mujh Ki Tarpatein
Ghaflat Main Bolati Mujh Ko
Sansen Dil Ki Tham Si Jati
Kuch Samj Nahi Aati
Kyon Aag Hai Jal Jati
Ye Aankhen Btati
Jo Tu Aati
Banda Tere Dar Pe Khada Hai Arzi Sunle Naa
Puri Kar De Meri Mannat Mangi Tujh Se Haa
Main Gir Jaon To Tu Hi Sambhale
Main Dorun Tere Sahaare Haa
Main Bighra Hun Tu Hi Mujhko Sanwaare
Madad Kar De O Rahnuma
Pal Pal Ye Soch Sataye
Kya Khoya Kya Hum Paaye
Ya Tha Bas Mera Ik Ghuman
Maayusi Ka Samaa Hai
Qismat Jaise Khafa Hai
Raahein Uljti Bewajah
Behe Jo Mere Aansu Mere Khushiyaa Bhi Thori
Ye Ratein Kaise Kaatu Jaane Na Koi
Oo Mere Rabb Tu Raza De Mujhe
Jo Bhi Saza De Mujhe
Hui Jo Qaza Wo Waqt De Mujhe Karu Ada
Zinda Ho Main Abhi Saansein Chand Bachi Hain
Kis Ghadi Mukammal Na Pata
Banda Tere Dar Pe Khada Hai Arzi Sun Le Naa
Puri Kar De Meri Mannat Mangi Tujh Se Haa
Main Gir Jaon To Tu Hi Sambhale
Main Dorun Tere Sahaare Haa
Main Bighra Hun Tu Mujhko Sanwaare
Madad Kar De O Rehnuma
Zinda Hoo Main Abhi
Thori Jaan Bachi Hai
Written by: Asim Azhar, ASHIR, Hassan Ali, Raamis Ali
Comments