Plug Shaart Lyrics is a beautiful song from the new album My Terrible Mind 2024 sung by Talha Anjum presented by Talha Anjum music label. The music for this captivating track Plug Shaart has been given by Umair, with heartfelt lyrics penned by Talha Anjum.
Plug Shaart Song Details:
Song: Plug Shaart
Singer: Talha Anjum
Lyrics: Talha Anjum
Music: Umair
Music Label: Talha Anjum
Plug Shaart Lyrics
Yeah, yeah
Dollaro may kharcha, overseas charcha
Dallay jo mukhbari karte, karayen jaake parcha
Jaise Bohemia, vairi mere barbad
Phone mera tap hora, sun rahi hai sarkar
Nahi hun woh rapper jo gaano may baatein chode
Mein woh rapper jo thaano may darkar
You said plug, what? (What?)
You said plug, what? (What, what?)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Kattar Karachi, ladke maqami, shutter band shabash
Shor macha nahi, karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Hum tou maqami, ladke harami, moti asaami
You know what I mean
Kattar Karachi, thode jazbati, shutter band shaba'
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Yeah, yeah)
Karein tera plug shaart
Yеh funoon hai tanz-o-mazah nahi, so nothing is funny here (Nah, nah)
Mein YS hun upеr se neeche tak, everything is stunning here (Facts)
Rabb ki badi meher', laundo ko lagni badi dair
Mujh tak pohanchne may sub ke nahi chalein ge tareeke
Bethe zameen pe, khaate ek darri pe
Nazar utarti jab rapper bakre bante yahan pe bali ke
Kidhar ke GOAT?
Sune mujhe uptown, sune tera GOAT
Ginta nahi din, abhi ginta hun note
I walk off the stage agar bhand hojayen dou
Han, mein ghamandi hun, chutiya nahi hun
Raat may bande jab band hojayen dou
Tu jaga bol jahan mein pohancha nahi hun
Insomnia hai jo sota nahi hun
Daghadari pe samjhota nahi hota
Kalakaar yahan koi chhota nahi hota
Ameeri-ghareebi sirf paisa nahi hota
Muqaddar sub ka ek jaisa nahi hota
Mr. Most-Streamed, mein Mr. Most-Streamed
Mein jee raha most dreams, I'm a young OG
You said plug, what? (What?)
You said plug, what? (What, what?)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Kattar Karachi, ladke maqami, shutter band shabash
Shor macha nahi, karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Hum tou maqami, ladke harami, moti asaami
You know what I mean
Kattar Karachi, thode jazbati, shutter band shaba'
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Yeah, yeah)
Karein tera plug shaart
Yeah!
Madd-e-muqabil nahi koi
Iss hunar ka hamil nahi koi
Nakaami nahi mera muqaddar
Mujh jaisa yahan kamil nahi koi
Khade-khade bech denge
Seth loug hain, time piece case may hai
Tujhe teri gully may he phenk denge
Ek bori, dou bori, bori bazaar se seedha Burberry
Mein Nazimabad se seedha Niagara Falls
Anamorphic lens pe meri life ek movie
Launday bike se Benz pe, it's like Houdini
And I'm too deep, tum sub satahi
Tum sub sahi ho par mein sub se sahi
Mein sarkaar nahi jo dunga subsidy
Mein dunga tujhe anjaam mantaqi
Mein ne jaga kab chhodi? Karo kam bakchodi
Mujhe sub dikhta hai, mujhse kuch chhupta nahi
I'm a young OG, so dope I might OD
Wave push start ki, no keys, I had no keys
Diss karte hain, snakes up in my sleeves
I'm a young OG, so dope I might OD
Dollaro may kharcha, overseas charcha
Dallay jo mukhbari karte, karayen jaake parcha
Jaise Bohemia, vairi mere barbad
Phone mera tap hora, sun rahi hai sarkar
Nahi hun woh rapper jo gaano may baatein chode
Mein woh rapper jo thaano may darkar
You said plug, what? (What?)
You said plug, what? (What, what?)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Kattar Karachi, ladke maqami, shutter band shabash
Shor macha nahi, karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Hum tou maqami, ladke harami, moti asaami
You know what I mean
Kattar Karachi, thode jazbati, shutter band shaba'
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Plug shaart)
Karein tera plug shaart (Yeah, yeah)
Karein tera plug shaart
Written by: Talha Anjum
No comments:
Post a Comment